Blog Par Post Content Chori Hone Se Kaise Bachaye
Right Click Disabled Kaise Kare
Right Click Disable
Blogger par article chor hone se kaise bachaye, Content copyright right click karke disabled kaise kiya jata hai aur iska faida kya hoga apko is post me acche se bataye hai, Article writing karne me time aur mehanat lagata hai but kuch user aise hote jo blog par post kiye gaye content ko copy paste apne website me kar lete hai,
Blog par post content chori hone se bachane ke liye bahut sare tricks hote wordpress website aur blogsport ke liye right click disable HTML/JavaScript code se kar sakte hai, Aap chahe to blog post ke photo par bhi right click disable karke copy hone se roke sakte hai,
Internet bahut aisa website jo apke website ke content se relate us site par post likha jata hoga, Agar aap newbies blogger user ke liye sar dard ban jayega jab post likhe keyword analysis karke aur post chura kar copy karke apne website me laga,
Website/Blog Me Advanced SEO Settings Kaise Enable Kare [Full Gude 2018]
Search Engine Optimization (SEO) क्या है?
कैसे एक प्रसिद्ध ब्लॉगर बने – Successful Blogger Kaise Bane- Top 5 Tips
5 Common Blogging Mistake
Bina Adsense Account Ke Paise Kaise Kamaye – 10 Asan Tarike 2018
Right Click Disable Karne Ke Faida
Right click disable karne ke hamare content koi chori nahi kar payega kyoki text select option block hoga, Original content google main jaldi rank ho payega, Disable right apki post chori hone se kafi had tak secure ho jayegi, Koi user asani se apki site ka content copy nahi kar payega,
Content Copy Karne Ke Nuksan
Agar aap ek blogger hai aur kahi se bhi article chori(Copy +Paste) Karte hai to apko bahut nuksaan hoga aur apna waqt online internet par barbad kar rahe hai, Aisa karne se aap Google adsense others kisi advertising company se paise nahi kama sakte, Aur apki website google me rank nahi hogi
Blogspot Blog Par Right Click Disable Kaise Kare 2018 Step By Step
Blogspot ya wordpress website me right click disable karne chahate jise user mouse se text select karne nahi hoga uske liye niche code diye gaye hai step by step follow kariye,
Step :- 1
Sabse Pahle Niche Diye Gaye Code Select Karke Copy Kare,
How to Increase Blog Traffic Top 10 Ides 2018
Top 5 Apps Mobile se Blogging Karne Ke Liye
Top 10 Niches For YouTube Videos 2017 – Best Keyword Ideas
How To Get Adsense Approval Fast Best Tips 2018
Step :-2
Blogger Ke Dashboard Me Jakar Layout Par Click Kare,
Step :-3
Add a Gadget Par click karne par popup box on page khulega usme apko HTML/JavaScript me apna code ad karna hoga,
HTML/JavaScrip Blogger
Step : -4
Lats me copy kiye gaye css code HTML/JavaScript box me paste karke Save Button Par Click Kare,
HTML/JavaScript
Finelly sessufully papne apne website par right click disable ho gaya hai, Apki site par kiye gaye post koi aur copy karke apne post me nahi laga sakta hai,
I hope apko achse se samjh aa gya hoga please comment karke jarur bataye,
Comments
Post a Comment